Ye simple ebook batata hai hair fall kyun hota hai, roz kya karna hai, aur doctor ko kab dikhana hai. Koi miracle claim nahi, sirf ek clear routine.
Ebook lo sirf Rs 99 mein Ek baar ka payment. PDF turant milta hai. Mobile par padho ya print karo.Product kharidne se pehle samjho ki aapke saath kya ho raha hai.
Apne hair fall ka pattern aur cause identify karo.
Wo common daily mistakes band karo jo follicles ko damage karti hain.
Ek simple, low-effort daily habit set karo.
Consistency maintain karo trackers ki madad se, fir result assess karo.
Normal hair fall aur thinning ke beech ka difference simple bhasha mein.
Oiling, washing aur styling ki wo galtiyan jo hair fall badhati hain.
Diet, sleep aur stress ka direct connection aur unhe theek karne ke tips.
4 weeks ka clear plan: Reset, Build, Optimize, aur Lock it in.
Dermatologist ke paas kab jana chahiye aur unse kya sawal poochne hain.
Printable routine builder, 30-day tracker, aur Day-30 review form.
Note: Density mein visible change, agar aata hai, aam taur par 3 se 6 mahine ka consistent effort mangta hai. Ye ebook aapka foundation set karti hai.
Ye guide un Indian men (18-40) ke liye best hai jo notice kar rahe hain ki unka hair fall badh gaya hai, hairline change ho rahi hai, ya dandruff peecha nahi chhod raha. Aur unhe ek honest guide chahiye bina kisi BS ke.